Sunday, April 10, 2005

Ek ladki ki duniya !!

Khubsurat si vadiyon mein khela karte the tab,
Tute huye sapano ki vadiyon mein roya karte hai ab,

Yaad nahin kaise kaha woh humse mile the tab,
Aankhe dhundhati hai unhe yaha waha ab,

Zindagi khubsurat pariyon ki duniyan thi tab,
Ban gayi hai zimmedariyon ki duniyan ab.

0 Comments:

Post a Comment

<< Home